Verses of poem “Sittara” by “Allama Iqbal“
qamar ka khof keh hay khatra e sehar tujh ko….
ma’aal e husn ki kia mil gai khabar tujh ko….
mata e noor kay lut janay ka hay dar tujh ko….
hay kia her is fana soorat e sharer tujh ko?….
zameen say door diya asmaan nay ghar tujh ko….
misal e maah urrhai qaba e zar tujh ko
Dr. Allama Muhammad Iqbal
April 28, 2009 at 3:22 pm |
very beautiful.